Hindi Sms:
Na chaho kisi ko itna ki,
chahat aapki majburi banjaye,
chaho kisi ko itna ki ,
aapka pyaar uske liye jaruri ban jaye.
Tumhara aur mera rishta
ankho aur palko jaisa hai
agar palak kuch der na jhapke to ankh ro deti hai
aur agar aankh mein kuch chala jaye to palak tadap uthti hai.
Neend apni bhula kar sulaye humko,
Aansu apne gira ker hasaye sabko,
Dard kabhi na dena us devi ke avtar ko,
Jamana kehta hai behan jisko.
Phulon se khubsurat koi nahi,
Sagar se gehara koi nahi,
Ab aapki kya tariff karu,
Dosto mein aap jaisa Nalayak koi nahi.
Kaash Vaado ka matlab wo samajte,
Kaash khomoshi ka matlab wo samajte,
nazar kehti hai hazaar baatein
kaash meri ek nazar ka matlab wo samajte.